Quote image editor
“Mera ishq Mazak nahi hai Jaana” Mazaq mein hoon, mazaq meri zindagi Magar mera ishq mazaq nahi hai jaana Teri yaadon mein basa hai mera dil Yeh dard, yeh haal, faraq nahi hai jaana Har pal tujhe sochta hoon mein tanhai mein Yeh khwab, yeh khayal, saraab nahi hai jaana Mere ashkon mein chhupi hai teri kahani Yeh dastaan, yeh bayaan, khaali nahi hai jaana Har lamha tujh se mohabbat karta hoon mein Yeh wada, yeh qasam, adakaari nahi hai jaana Mazaq mein hoon, mazaq meri zindagi Magar mera ishq mazaq nahi hai jaana” — Janid Kashmiri
Mera ishq Mazak nahi hai Jaana”
Mazaq mein hoon, mazaq meri zindagi
Magar mera ishq mazaq nahi hai jaana
Teri yaadon mein basa hai mera dil
Yeh dard, yeh haal, faraq nahi hai jaana
Har pal tujhe sochta hoon mein tanhai mein
Yeh khwab, yeh khayal, saraab nahi hai jaana
Mere ashkon mein chhupi hai teri kahani
Yeh dastaan, yeh bayaan, khaali nahi hai jaana
Har lamha tujh se mohabbat karta hoon mein
Yeh wada, yeh qasam, adakaari nahi hai jaana
Mazaq mein hoon, mazaq meri zindagi
Magar mera ishq mazaq nahi hai jaana