“Aaj fir se khamoshi chayi hai, Naa jaane kaisi udaashi aai hai! Khush hai zamana, khush hai apne, Naa jaane fir kyu ye dukh ki ghadi aai hai! Ruthe hai apne, adhure hai sapne, Aur waha dekho, jashan-e-bahaar chayi hai!!” PoetrySadnessSad Author:Swastika Shikhar
“Jo badal jaye, wo Yaar kaisa ? Jo chor jaye, wo saath kaisa ? Log aksar kehte hai, Tujhe firse pyaar ho jayega Par jo firse ho jaye, Wo pyaar kaisa ?” Pyaar Author:Swastika Shikhar