Quotessence
Home / Topics / Hindishayari Quotes

Hindishayari Quotes

Browse 4 quotes about Hindishayari.

Hindishayari Quotes

“THE INTOXICATION OF HONESTY HAS GOTTEN TO ME I GUESS NOW MY OWN TONGUE IS OF NO USE TO ME सच बोलने का नशा मुझ पे चढ़ा इस क़दर अब तो मेरी ज़ुबाँ भी मेरे काम आने से रही SACH BOLNE KA NASHA MUJH PE CHADHA IS QADAR AB TOH MERI ZUBAAN BHI MERE KAAM AANE SE RAHI”

“MEIN PIS CHUKA HUN Duniya ki iss reet se, Rishton ki iss preet se, Mooh se, man meet se, Mein pis chuka hun. Jhuti muskurahat mein, Dil ki her chaahat mein, Dard ki is parwaahat mein, Mein pis chuka hun. Mitti se bane wajood mein, Sapnon ke thake usool mein, Aansu ki har boond mein, Mein pis chuka hun. Guzar gayi jo rahein thi, Khwabon ki jo baahein thi, Khoye hue fasane ki raahein thi, Mein pis chuka hun. Duniya ke rangon se door hoon, Apne hi rang mein choor hoon, Bas khamoshi mein purzor hoon, Mein pis chuka hun. Khatam hui umeedon ki baat, Rishton ka har pyaala saath, Dil ke har zakhm ki baat, Mein pis chuka hun. Mujhe yun hi rehne do ab, Apni tanhaayi mein jeene do ab, Is fasane se rukhsat lene do ab, Kyunki, mein pis chuka hun.”

“बता दो मेरे चक्कों की हवा निकालनेवालों को कि मेरे ज़िगर-ए-इतमाद से ही मेरी रफ्तार है BATA DO MERE CHAKKON KI HAWA NIKALNEWALON KO KI MERE ZIGAR-E-ITMAAD SEY HI MERI RAFTAAR HAI itmaad=confidence TELL THIS TO THOSE WHO OFTEN DEFLATE MY TYRES MY SPEED COMES FROM THE CONFIDENCE IN MY HEART”