Quotessence
Home / Topics / Ma Quotes

Ma Quotes

Browse 18 quotes about Ma.

Ma Quotes

“Maa to Maa hai.. ** Door ho tum.. jo ghar se apne.. To sochte hoge.. office mein baithe.. Maa kaisi hogi? Maa kaisi hogi? Ghar pe hai, to theek hi hogi. Kaam mein doobe, tum sochte hoge.. Maa jaagti hogi.. ya soti hogi. Maa to Maa hai.. Jaag hi rahi hai.. soi nai.. shayad roti hogi. Sochti hogi tum aaoge.. Dhoondhti hogi kaunsi raah se.. Tum door ho na.. samjhoge kaise. Darti hai vo.. khali ghar ke kone se.. Jhule ke khali hone se.. Mausam ke badalne se. tumhare ghar se chalne se. Puchti hai fir kab aaoge.. bta dena.. Saansein thodi hain.. hak apna jata dena. Ik baar to din mein baat kiya kar.. Neend achi aati hai.. teri Awaz sunkar.. Teri hasi, teri khushi ke vaaste.. kare sab kurbaan vo tujhpe. Duaayen deti hogi Maa to maa hai.. Roti hogi.. Fir chup chaap soti hogi. ***”

“नमस्तेशरण्येशिवेसानुकम्पे, नमस्तेजगद्व्यापिकेविश्वरूपे। नमस्तेजगद्वन्द्यपादारविन्दे, नमस्तेजगत्तारिणित्राहिदुर्गे॥१॥ She the refuge, peaceful and merciful undoubtedly, She pervades over all, is universal form certainly, Her lotus feet worshipped by universe – all Glory, On your appeal “Protect me Durga” saves entirely. - 458 -”

“From Brahma Puran ब्राह्मीं च वैष्णवीं भद्रां, षड्-भुजां च चतुर्मुखीम्। त्रि-नेत्रां खड्ग-त्रिशूल-पद्म-चक्र-गदा-धराम्॥ पीताम्बर-धरां देवीं, नानाऽलंकार-भूषिताम्। तेजः-पुञ्ज-धरीं श्रेष्ठां, ध्यायेद् बाल-कुमारिकाम्॥ Meditate on youthful Brahmi* and Vaishnavi* surely, With six hands, four faces, three eyes gives safety, With sword, trident, lotus, wheel, globe, mace be, Greatest – yellow dressed, well decorated elegantly.”