“Samundhar se pooch raha hoon uski dayar kya hai... Jaise aashiq khuda se pooche khumaar-e eshgh ki wajah kya hai... Mudda ek kaash se lekar doosre kaash tak ka hi toh hai.. Toh kabhi zahir kar mijaaz main teri raza kya hai...” IndianUrdu PoetryMohabbatRazaIshqPunjabipoet Author:Jasz Gill
“Ey kitaab-e-hasti tu bhi khul kabhi..Tere kisi safey pe meri khud se mulaqaat ho...” Inspirational QuotesUrdu PoetryJaszgillPunjabipoetKitaab Author:Jasz Gill
“Aatish hoon toh jaley bina bujhney wala nai hoon... Parta rahoonga falsafa-e-zindagi aakhir tak... Main kisi ek warq par rukney wala nai hoon... Tootney ke khauff se waqif hoon raqeeb ki tarah... Magar yakeen rakhta hoon ke bikharney wala nai hoon.. Manzil ko kabhi issi shauq se taih hi nai kiya... Jaanta hoon, Main kisi ek meel pathar par thehraney wala nai hoon...” Indian AuthorsUrdu PoetryJaszgillPunjabipoetSafarnama Author:Jasz Gill
“ਜ਼ਿੰਦਗੀ ਵਿਚ ਹਨੇਰਾ ਆਉਣਾ ਵੀ ਲਾਜ਼ਮੀ ਹੈ ਤੁਹਾਨੂੰ ਤੁਹਾਡੀ ਚਮਕ ਦਾ ਫੇਰ ਹੀ ਪਤਾ ਲੱਗੇਗਾ!” Motivational QuotesMotivational InspirationalMandeepkhanpuriPunjabipoet Author:Mandeep khanpuri
“ਕਦੇ ਵੀ ਫਿਕਰ ਨਾ ਕਰੋ ਕਿਉਂਕਿ ਚਿੰਤਾ ਨਾਲ ਸਿਰਫ ਬਿਮਾਰੀਆਂ ਲੱਗਦੀਆਂ ਨੇ ਮਸਲੇ ਹੱਲ ਨਈਂ ਹੁੰਦੇ” Motivational QuotesMotivational SpeakerMandeepkhanpuriPunjabipoetPunjabiwri Author:Mandeep khanpuri