Quotessence
Home / Topics / Ishq Quotes

Ishq Quotes

Browse 9 quotes about Ishq.

Ishq Quotes

“Waiting for You” I wait for you in every passing hour, Longing to see you, to feel your power. In the silence of the night, I dream of your face, Holding your hand in a warm embrace. Every moment without you feels like a year, My heart whispers your name, so soft, so clear. I wish to talk to you, to share my soul, To tell you that with you, I feel whole. I love you with a depth words cannot convey, In your presence, my worries melt away. I want to hold your hand, never let go, Through every joy, through every woe. I wait for you, my love, with all my heart, Hoping soon, we'll never be apart. In every breath, in every sigh, It's you I love, until the day I die.”

“और इतना सब करते हुए भी जानना कि इश्क पर तुम्हारे आत्मदाह का कोई असर न होगा. वो चिरकाल तक इतना ही क्रूर रहेगा कि उसकी हुकूमत में किसी को इन्किलाबी झंडा उठाने का हक नहीं है. वो जब चाहे किसी को भी देश निकाला दे सकता है और उस देश से कहीं दूर बाहर जाने के बावजूद तुम्हारे खून के हर कतरे पर उसकी हुकूमत रहेगी. वो जब चाहेगा तुम्हें खून के आंसू रुलाएगा. जिस्म के पैरहन में कुछ भी मौजूद न होगा. तुम खाली हो जाओगे. अन्दर से रीत जाओगे. तब उस एक आत्मदाह से लोगों को आत्मबल मिलेगा और वो काला झंडा लिए निकल पड़ेंगे... जलना क्या...जीना क्या...मिटना क्या...इश्क क्या... इन्कलाब! इन्कलाब! इन्कलाब!”

“Kaun bata sakta hai yeh mulaqaat pehli yaan aakhri hai.. Na jaane kitni baar mil chuka hoon tujhse aur kitni baar abhi milna baaki hai... Har daur mein hota hai koi kirdaar mere jaisa.. Na jaane kitne qisson me zikar hai mera aur kitni kahaniyon mein abhi likhna baaki hai... Sadiyon se chal hoon ekk kaafile ke saath saath.. Na Jaane kin Manzilon ki talaash hai aur kahan abhi Pahunchna baaki hai... Suna hai Sau raaste jaate hai usski jaanib ki taraf ... mujhe ek bhi nai mila, lagta hai nasamajh kadmon ka abhi Bhatkna baaki hai... Na thama hai, na hi thamega yeh ranjishon ka silsilaa 'Mehram.. Na jaane kitni dafa toota hoon abhi kitna aur bikhrana baaki hai... Khwabon me khawab dekh raha hai ek mitti ka bhut zameen pe.. Uske Khwabon ki ajal mein bas Palkon ka jhapkana baaki hai... Wajood-e-adam ke dayaron se nikal toh chuki hai zaat meri.. Bas saanson ka rukna aur rooh ka bicharna baaki hai.. Uss roshni ki talaash mein jo phir raha hai dar-ba-dar... Dekh Patangey ney Samait liya haunsla usme Jitnaa abhi baaki hai... Kaun bata sakta hai yeh mulaqaat pehli yaan aakhri hai Na jaane kitni baar mil chuka hoon tujhse aur kitni baar abhi milna baaki hai...”

“Mera ishq Mazak nahi hai Jaana” Mazaq mein hoon, mazaq meri zindagi Magar mera ishq mazaq nahi hai jaana Teri yaadon mein basa hai mera dil Yeh dard, yeh haal, faraq nahi hai jaana Har pal tujhe sochta hoon mein tanhai mein Yeh khwab, yeh khayal, saraab nahi hai jaana Mere ashkon mein chhupi hai teri kahani Yeh dastaan, yeh bayaan, khaali nahi hai jaana Har lamha tujh se mohabbat karta hoon mein Yeh wada, yeh qasam, adakaari nahi hai jaana Mazaq mein hoon, mazaq meri zindagi Magar mera ishq mazaq nahi hai jaana”